Jo Baatein Dil Keh Na Saka
Wo Muddaton Tak Khamoshiyon Main Lipti Rahi
Par Jab Khamoshiyan Bhi Ghutan Ban Gayi
Tab Shayari Bankar Kagazo Par Utarne Lagi
-----------------------------------------------------------
जो बातें दिल कह न सका
वो मुद्दतों तक ख़ामोशियों में लिपटी रही
पर जब खामोशियाँ भी घुटन बन गयी
तब शायरी बनकर कागज़ों पर उतरने लगी
No comments:
Post a Comment