Wednesday, March 4, 2020

Dost...

Waqfe Rukhsat Uska Lehja Yun To Kadwa Tha Bohot
Ab Khayaal Aaya Ki Wohi Dost Sachha Tha Bohot…

Uske Mere Darmiyan Ye Fasla Hona Hi Tha
Dost Pakka Tha Magar Kaano Ka Kachha Tha Bohot…

No comments:

Post a Comment